Khoon Ke Aansoo Rula Kar Kya Milega Zindagi Lyrics

khun ke aansu rula kar kya milega zindagi khun ke aansu rula kar kya milega zindagi kis tarah se ji raha hai dekh tera aadami khun ke aansu rula kar kya milega zindagi nastar se chhalni hai sina kadam kadam par mushkil jina nastar se chhalni hai sina kadam kadam par mushkil jina charo taraf majhdar bhanvar hai kashti tuti shahil chhina chup tumhara aasman hai chup tumhari ye jamin kis tarah se ji raha hai dekh tera aadami khun ke aansu rula kar kya milega zindagi bhaho par halat ke pahare dard ke naina hum par thahre bhaho par halat ke pahare dard ke naina hum par thahre kab tak koi dhir dharega jakhm hare hai gahare gahare kab talk ye julm hum par tu karegi zindagi kis tarah se ji raha hai dekh tera aadami khun ke aansu rula kar kya milega zindagi aahon ke mele me akele majburi bhi hum se khele aahon ke mele me akele majburi bhi hum se khele hum ko bana kar khel khilone tumne rachaye itne mele ab na koi rahnuma hai aur na koi humnashi kis tarah se ji raha hai dekh tera aadami khun ke aansu rula kar kya milega zindagi