Kya Suraj Amber Ko Chhod Ke Jaayga Lyrics

kya suraj ambar ko chhod ke jayega wo din kabhi na aayega kya phulo se khusbu chin li jayegi ye na kabhi ho payega ye hua to koi na kisi pe yakin karega pyar jaha se utha jayega kya suraj ambar ko chhod ke jayega wo din kabhi na aayega karte ho kitna pyar hame tum bolo to mere pyar ko apne pyar se tolo to pyar ka wada kab tak yad rahega sanam apne aap ko bhul na jayenge jab tak hum hum jo bichade aag ke samne hath ko thamke koi bhi kasam nahi khayega premi prem ke path se kyu hat jate hai shak aata hai dil me dil fat jate hai pyar jo kam karte hai wahi to jalte hai viswaso ke bal par hi ghar chalte hai tum jo badle mere pyar ko dhokha mila to jinda na koi mujhe payega kya suraj ambar ko chhod ke jayega wo din kabhi na aayega kya phulo se khusbu chin li jayegi ye na kabhi ho payega ye hua to koi na kisi pe yakin karega pyar jaha se utha jayega kya suraj ambar ko chhod ke jayega wo din kabhi na aayega