Sau Saal Tak Rahe Ye Zamana Lyrics
teri duniya me aisa din khushi ka baar baar aaye koi mausam na badle jab kabhi aaye bahar aaye ae dost ye dua meri ae dost ye dua meri tohfa hai pyar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka ae dost ye dua meri ae dost ye dua meri tohfa hai pyar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka chahat ki aarjue hamesha rahe jawan chahat ki aarjue hamesha rahe jawan kismat bhi teri tujhpe rahe yu hi maharban, sukhe na koi phul sukhe na koi phul, kabhi tere haar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka ae dost ye dua meri chahra tera chamakta rahe jaise aaftab chahra tera chamakta rahe jaise aaftab sharmaye jisko dekh ke kaliyo ka bhi shabab naksa hai kya hasin naksa hai kya hasin mere aitbar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka ae dost ye dua meri ae husn baar baar mera dil tujhe kahe ae husn baar baar mera dil tujhe kahe hazir bhi hai jaan jo kaam kisi aa sake arman bas yehi hai arman bas yehi hai dile bekarar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka ae dost ye dua meri tohfa hai pyar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka sau saal tak rahe ye zamana bahar ka