Zulfo Ko Lahra Ke Chalo Na Bhikhra Ke Sawan Ki Lyrics
zulfo ko lahra ke chalo na bikhrake sawan ki ghata sharmayegi zulfo ko lahra ke chalo na bikhrake sawan ki ghata sharmayegi dekho na muskurake yu najre milake phulo ki ada sharmayegi dekho na muskurake yu najre milake phulo ki ada sharmayegi ye jhuki jhuki aankhe ye ruki ruki sanse ke dunia hi ruk jaye na kasam hai tumhari ki tumse mai hari jabhi to aankh jhuk jaye na nigaho ko jhuka ke chalo na sharameke dekh ke haya sharmayegi dekho na muskurake yu najre milake phulo ki ada sharmayegi kali mai albeli rahungi na akeli jo chahu wo kaha jaye na ye kirno si rahe ye jharno si bahe bulaye to raha jaye na hawa me ithlake chalo na itrake gulshan ki fiza sharmayegi zulfo ko lahra ke chalo na bikhrake sawan ki ghata sarmayegi ye dil hai diwana ise na samjhana diwana ye machal jaye na mila hai koi apna khila hai mera sapna jamana kahi jal jaye na chalenge gungunake wafa ke geet gake jaha ki jafa sharmayegi chalenge gungunake wafa ke geet gake jaha ki jafa sharayegi