Kabhi Aftaab Ban Ke Lyrics

aa aa aa kabhi aaftab ban ke kabhi chandni me dhal ke kabhi aaftab ban ke kabhi chandni me dhal ke tum aa gaye jami pe rakhna kadam sambhal ke kabhi aaftab ban ke tasveer maine teri har sint laga di hai tasveer maine teri har sint laga di hai din raat dekhta hu din raat dekhta hu pahlu badal badal ke kabhi aaftab ban ke aa aa ghunghat me tera chehra lagne laga hai aise ghunghat me tera chehra lagne laga hai aise sau chand aa gaye ho sau chand aa gaye ho mere samne nikal ke kabhi aaftab ban ke tu hasin but hai jisko bade pyar se khuda ne tu hasin but hai jisko bade pyar se khuda ne fursat se tarasha hai fursat se tarasha hai barso sambhal sambhal ke kabhi aaftab ban ke kabhi chandni me dhal ke tum aa gaye jami pe rakhna kadam sambhal ke kabhi aaftab ban ke