Bhalaa Hai Bura Hai Lyrics
bhala hai bura hai jaisa bhi hai mera pati mera devta hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai mera pati mera devta hai mere devta ko kuch na kaho mere devta ko kuch na kaho mera devta to mera devta hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai mera pati mera devta hai tapasya to hoti hai sabki barabar tapasya to hoti hai sabki barabar magar sabko bhagvan milte kaha hai mali to karta hai rakhwali sabki sabhi ful duniya mei khilte kaha hai sabhi ful duniya mei khilte kaha hai kya bhed hai kisko pata hai mera pati mera devta hai bhala hai bura hai jaisa bhi hai mera pati mera devta hai vahi meri duniya vahi mera jivan vahi meri bhakti vahi meri puja vahi meri naiya ka har pal sahara nahi mera uske siva koi duja magar apni taqadir ko kya kahu mai dharu bhi to iljam kis par dharu mai kahi khawb sachhe kahi tuta sapana hai hai duniya me sabka nasib apna apna hai duniya me sabka nasib apna apna jaha bhi vo hai jaisa bhi hai tera pati tera devta hai jaha bhi vo hai jaisa bhi hai tera pati tera devta hai teri bhakti mei shakti hai itni ke ek din jo patthar bhi hoga pighal jayega vo kisi apsara ki bhi baho me hoga to thukra ke usko chala ayega vo mera vada raha ponch de apne aansu vada raha ponch de apne aansu tere kadmo me mai khinch laungi usko wo uski ada hai ye meri ada hai bahla hai bura hai jaisa bhi hai mera pati mera devta hai mere devta ko kuch na kaho mera devta to mera devta hai bahla hai bura hai jaisa bhi hai tera pati tera devta hai tera pati tera devta hai tera pati tera devta hai tera pati tera devta hai