Main Gham Se Nibha Kar Jee Lunga Lyrics

mai gam se nibha kar ji lunga har dard chhupa kar ji lunga tum shad raho aabad raho tum shad raho aabad raho mai gam se nibha kar ji lunga har dard chhupa kar ji lunga ha hatho me tumhare shaguno ki kya khub sazi hai ye mehandi hatho me tumhare shaguno ki kya khub sazi hai ye mehandi kya khub sazi hai ye mehandi mai apne lahu ke chhinto se mai apne lahu ke chhinto se daman ko saza kar ji lunga tum shad raho aabad raho tum shad raho aabad raho mai gam se nibha kar ji lunga har dard chhupa kar ji lunga mujhko hi khushi na ras aayi ho tumko mubarak shehnayi mujhko hi khushi na ras aayi ho tumko mubarak shehnayi ho tumko mubarak shehnayi mai khwab samajh kar bite huye mai khwab samajh kar bite huye lamho ko bhula kar ji lunga tum shad raho aabad raho tum shad raho aabad raho mai gam se nibha kar ji lunga har dard chhupa kar ji lunga tum leke sahara yado ka ashqo ko paresha mat karna tum leke sahara yado ka ashqo ko paresha mat karna ashqo ko paresha mat karna mai jalti sulgti yado ko mai jalti sulgti yado ko mai sine se laga kar ji lunga tum shad raho aabad raho tum shad raho aabad raho mai gam se nibha kar ji lunga har dard chhupa kar ji lunga