Ek Zarre Ka Sitare Se Milan Lyrics
ek zarre ka sitare se milan ye hakikat hai bura lagta hai lagta hai ye hakikat hai bura lagta hai tum sitara ho tum sitara ho sitaro me raho zarra zarro me bhala lagta hai lagta hai zarra zarro me bhala lagta hai pyar ka rog koi kya pa le pyar karte hai barabar wale unch aur nich ki unch aur nich ki is duniya me sans lena bhi saza lagta hai lagta hai sans lena bhi saza lagta hai ek zarre ka sitare se milan ye hakikat hai bura lagta hai lagta hai ye hakikat hai bura lagta hai yu na ghut ghut ke sada do mujhko waqt hai ab bhi bhula do mujhko humko milke bhi humko milke bhi zuda rahna hai ye mukaddar ka likha lagta hai lagta hai ye mukaddar ka likha lagta hai ek zarre ka sitare se milan ye hakikat hai bura lagta hai lagta hai ye hakikat hai bura lagta hai tum sitara ho tum sitara ho sitaro me raho zarra zarro me bhala lagta hai lagta hai zarra zarro me bhala lagta hai