Hamd-O-sana Hai Teri Lyrics

hum to shana ho teri kaun makaan waale hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale bin maange dene waale harsho kuraan waale girte hai terew dar par sab aan baan waale beshak rahim tu hai rahmat nishaan waale hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale ye hame jata ke maalik humaara khaalid tu hai sajde hai tujhko karte teri hi justju hai indaad chaahe tujhse sabka sahaara tu hai teri hi baargaah me ye bhi ek aarju hai rasta dikha de dida rasta dikhaane waale hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale wo raasta dikha tu parwar digaar aalam jis par chala kiye hai par hai jiggaare aalam rahamat thi jinko milti tujhse nigaare aalam aur naam jinka ab tak hai yaadgaare aalam teri najar me thahare jo ijjo shaan waale hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale maatub hai jo tere ae khaali ke ye gaana gumraah huye jo tujhse ae saahibe jamaana hum aaj jaan ko ya rab unki naa raah chalaana kar raham itana hum par kaadilo tawaana mat bol ye gawaah hai la makaam waale hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale hum to shana ho teri kaun makaan waale hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale hai rab pe har dua aalam dono jahaan waale