Lagi Re Mehandi Saj Gayi Dulhaniya Lyrics
lagi re mehndi saj gayi dulhaniya lagi re mehndi saj gayi dulhaniya haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana lagi re mehndi saj gayi dulhaniya haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana kesari rang ka jadoo chala hai banni ko aasmaan ne room mila hai kesari rang ka jadoo chala hai banni ko aasmaan ne room mila hai hey re sakhi ri zara darpan dikhana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana banni kahi dekho hume bhool na jaana sakhi sang beete jo din bhool na jana banni kahi dekho hume bhool na jaana sakhi sang beete jo din bhool na jana likhkar patr hame sab samjhana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana dulhe ke kadmo pe phool chadhega dulhan ke sapno ka phool khilega dono ke pyar ka deep jalana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana aaj duaaye yahi hai mere raaja khushiyon me dooba rahe tu mere raaja aaj duaaye yahi hai mere raaja khushiyon me dooba rahe tu mere raaja dekha zamaana kare mausam suhana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana haye najar lag jaaye na raama door piya ke desh hai jaana lagi re mehndi saj gayi dulhaniya ghunghat piya ka baliye dheere se kholiyo palko ki sheetal chhaiya pawan pe roliyo