Apni Dhun Me Gaye Ja Lyrics
apni dhun me gaaye ja agar tujhko gana hai koi nahi tera is duniya me jag begana hai, o manav jag begana hai apni dhun me gaaye ja agar tujhko gana hai koi nahi tera is duniya me jag begana hai, o manav jag begana hai koi kahe hai tujhko apna aur koi paraya re waqt pade to sangat chhode waqt pade to sangat chhode khud ka saya re dukh tere bachpan ka sathi dukh tere bachpan ka sathi dukh se kya ghabrana hai koi nahi tera is duniya me jag begana hai, o manav jag begana hai manjil tujhse dur musafir sambhal ke chal fir jaayega rishta nata sangi sathi rishta nata sangi sathi koi bhi kaam naa aayega jo kuch paya is duniya me jo kuch paya is duniya me chhod ke ek din jana hai koi nahi tera is duniya me jag begana hai, o manav jag begana hai apni dhun me gaaye ja agar tujhko gana hai koi nahi tera is duniya me jag begana hai, o manav jag begana hai