Insaaf Ki Awaaz Lyrics

jab shaitano ne milkar maran maridang bajaya iman ko dafnaya or juth ko taj pehnaya kanun kaha soya tha insaf kaha khoya tha kanun kaha soya tha insaf kaha khoya tha jab sachai ke sine me khanjar utara jata hai jalim logo ke hatho jab isha ko mara jata hai kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai mang rahi hai jawab insaf ki awaz kuch log jahar se jahrile jo yari ka dum bharte hai dusman se hath milate hai yaro se dhokha karte hai jo kismat likhte aaye hai un hatho ko kya or mila itni mehnat ke badle me unhe maut ka tohfa diya gaya mang rahi hai jawab insaf ki awaz kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai ye aankhe nahi koi sehra hai ek bund nahi hai pani ki kismat ne mang me aag bhari or abhi umar hai jawani ki ye atal himalay ke jaisi ye aasu kaha bahati hai chahe taj mile chahe kafan mile ye apna farz nibhati hai jab aankhe ro nahi pati dil andar andar rota hai kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai mang rahi hai jawab insaf ki awaz kanun kaha sota hai insaf kaha hota ha insaf kaha hota ha insaf kaha hota ha insaf ki awaz insaf ki awaz