Mai Khayal Hu Kisi Aur Ka Lyrics
?mai khayal hun kisi aur ka
  mai khayal hun kisi aur ka
  mujhe sochta koi aur hai 
  mai khayal hun kisi aur ka
  mujhe sochta koi aur hai 
  sare aaina mera aks hai
  sare aaina mera aks hai
  pas e aaina koi aur hai 
  mai khayal hun kisi aur ka
  mujhe sochta koi aur hai 
  mai khayal hun
  
  main kisi ke dast-e-talab me hu to 
  kisi ke harf-e-duaa me hun
  main kisi ke dast-e-talab me hu to 
  kisi ke harf-e-duaa me hun
  main nasib hu kisi aur ka
  main nasib hu kisi aur ka
  mujhe mangta koi aur hai
  mai khayal hun kisi aur ka
  mujhe sochta koi aur hai 
  mai khayal hun
  
  tujhe dushman ki khabar na thi 
  mujhe dosto ka pata na tha 
  tujhe dushman ki khabar na thi 
  mujhe dosto ka pata na tha 
  teri daastan koi aur thi 
  teri daastan koi aur thi 
  mera bakaya koi aur tha 
  mai khayal hun kisi aur ka
  mujhe sochta koi aur hai 
  sare aaina mera aks hai
  pas e aaina koi aur hai 
  mai khayal hun kisi aur ka
  mujhe sochta koi aur hai 
  mai khayal hun kisi aur ka
  mujhe sochta koi aur hai 
  mai khayal hun
                            
                            
                        