Aye Momina Suno Yeh Karamat Namaaz Ki Lyrics
allah ke rasul ka farman-e-aam hai is naam me namaaz ka pehla makam hai aye momino suno yeh karamat namaaz ki aye momino suno yeh karamat namaaz ki jannat me le ke jayegi aadat namaaz ki jannat me le ke jayegi aadat namaaz ki jannat me le ke jayegi aadat namaaz ki aye momino suno yeh karamat namaaz ki aye momino suno ek vakya sunata hu tumko namaaz ka ek mozila batata hu tumko namaaz ka dilli me ek ladki badi honhaar thi sirat me badi nek ibabat gujar thi ghar ghar namaaz ja ke vo baccho ko sikhati tasvi kiya karti thi har waqt khuda ki kahti thi ki khidmat ka sabak deti hai namaaz shaitan ko insan bana leti hai namaaz banda vahi hai jisko hai chahat namaaz ki aye momino suno yeh karamat namaaz ki aye momino suno ek roj uske chehere ki jo khil gayi kali mayke se doli uth gayi sasural aa gayi shadi ki raat me bhi na bhuli namaaz ko shauhar se kaha waqt-e-fazar aap bhi pado har haal me namaaz musalma pe farz hai jab tak ye zindagi hai khuda ka ye karz hai bola ke is namaaz se kuch fayda nahi fir ghis rahi hai kis liye tu apni ye jawi dil me nahi thi uske mohabbat namaaz ki aye momino suno yeh karamat namaaz ki aye momino suno dil par ek or chot lagi jab pata chala khavind uska roj khela karta hai jua boli jua haram hai ye khel hai bura par vo na mana gehne sabhi bechne laga kuch din ke baad chand sa beta hua paida bete ko maa ne paya to gam halka ho gya gurbat me yu hi bit gaye pure teen saal shohar ko tha biwi ka na bache ka kuch khayal mushkil me kaam aati hai takat namaaz ki aye momino suno ye karamat namaaz ki aye momino suno ek raat vo tandur jalaane ko jab uthi tandur ke jalte hi ajaa fajal ki hui karke waju musalle pe jakar khadi hui ruhani nemato se wo masrur ho gayi itne me uska ladla rota hua aaya rota hua wo aage se wo uske nikal gaya jalte hue tandur me wo bacha gir gaya bache ki chikh sunte hi sohar bhi aa gaya manjar ye dekhte hi tadap kar vo reh gaya bache ko jalte dekh ke chilla ke ro peda tandur se jis waqt bache ko nikala hath uske dono jal gaye chehera jhulas gaya sajde me maa padi thi or bacha gaya tha mar mashhul thi namaaz me usko na thi khabar usne salam pher ke jab ki udhar najar bache ki lash dekhke dil aaya uska bhar shohar ne dekha biwi ko gusse se ye kaha tu hi bata namaz ka ye kya mila sila bache ki jaan le li hai teri namaz ne tujhko saja ye dedi hai teri namaz ne wo dono hath bandhe musalle pe thi khadi shauhar ke tane sunte hi bijli si gir padi darbar ilahi me jo usne uthaye hath boli ki mai to khoyi thi tere karam ke sath ye kya kiya ke god hi meri ujad di parwar digar tune to achhi ye saja di ankho se uske sabar ke ansu nikal pade aasu nikal pade to musalle pe gir gaye ya rab meri namaz ki tu laz bachale sajde me mohamad ke tu ab jalwa dikhade itne me asmmaa pe andhera sa chha gaya bijli kadak uthi or bochal aa gaya phir jhum ke rehmat ka wo badal baras pada shauhar bhi achha ho gaya bacha bhi ji utha ammi pukarta hua is im pe chal pada or jakar maa ki god me bacha machal pada ma ne gale laga liya or pyar kar liya allah ke huzur me sajda ada kiya biwi ko dekhte hi shauhar bhi ro pada biwi se or bache se jakar lipat gaya bola mujhe khuda ke liye maf kijiye jo chahe is khata ki saja aap dijiye apne kiye pe aaj wo sarminda ho gaya shaitan se allah ka wo banda ho gaya tauba meri kubul kare paak beniyaj mai bhi padunga aaj se har waqt ki namaj do jaft ki ankh bhala usko kya jalayegi mathe pe kiske likhi ho barkat namaj ki eye momino suno ye karmat namaj ki jannat me le ke jayaegi adat namaj ki jannat me le ke jayaegi adat namaj ki eye momino suno ye karmat namaj ki eye momino suno sajde me jo bhi aa gaya allah ko pyara jannat me jayega wo mohamad ka dulara shane husain hai shahadat namaj ki eye momino suno