Sapna Woh To Mera Naam Hai (Ii) Lyrics
ha hu wahi sapna, jaagta sapna 
  jindagi sapna, roshni sapna 
  ha tera sapna 
  
  ae you, tum ha ha tum
  aao na yaha mere paas 
  koi nahi hai yaha, roshni 
  lo bujh gayi, jalte hai log jalne do 
  tum aao naa bahut sharmaate ho 
  aaha that''s my bye come on now 
  
  ha sach hua sapna, reshmi sapna 
  pyaar ka sapna sharbati sapna
  mai hu wahi wahi wahi wahi tera sapna
  
  aa aaha aaha nahi please 
  main main main acchi ladki hu, ha aa
  
  nahi kaha tha maine 
  sacche dil se dekha jaaye 
  to sapna bhi sach ho jaata hai 
  kaha tha na aa