Ek Din Aur Gaya Lyrics

ek din aur gaya haay roke na ruka, chhaya andhiyara aaj bhi naav na aai aaya na khevan hara, ek din aur gaya haay roke na ruka, chhaya andhiyara aaj bhi naav na aai aaya na khevan hara, ek din aur gaya kaali nagin si ghiri, raina kajrari sahmi sahmi si hain ye nagar hamari kaali nagin si ghiri, raina kajrari sahmi sahmi si hain ye nagar hamari deke aavaj thaka o deke aavaj thaka, man dukhiyara aaj bhi naav na aai aaya na khevan hara, ek din aur gaya haay roke na ruka, chhaya andhiyara aaj bhi naav na aai aaya na khevan hara, ek din aur gaya fir wahi raat kathin chhup gaye tare fir wahi raat kathin chhup gaye tare abhi se bujhne lage deep hamare dur badi dur savera, dur badi dur ujala dur badi dur savera, dur badi dur ujala dur hain aashao ka pul kinara aaj bhi naav na aai aaya na khevan hara, ek din aur gaya haay roke na ruka, chhaya andhiyara aaj bhi naav na aai aaya na khevan hara, ek din aur gaya haay roke na ruka, ek din aur gaya