Kas Ke Na Dalo Lyrics
uyi maa
  kas ke na dalo haye
  kas ke na dalo uyi maa tut jayegi
  ho kas ke na dalo tut jayegi
  hari chudi ye kaanch ki
  kas ke na dalo tut jayegi
  hari chudi ye kaanch ki
  dhire se pyar se chadhaunga
  main to dhire se pyar se chadhaunga
  mujhe kasam ram ki
  kas ke na dalo haye
  kas ke na dalo uyi maa 
  kas ke na dalo
  
  bolo to sabun laga lu kya
  mera pasina kafi hai
  jaldi se dalo to jaan chhue
  are thode dard ki mafi hai
  khun ki nadiya haye 
  khun ki nadiya bah jayegi
  ghusi jo chudi kaanch ki
  kas ke na dalo haye
  kas ke na dalo uyi maa 
  kas ke na dalo
  
  haye haye
  kalaiya tut gayi
  ari haldi kalaiya me mal dunga ha
  itni na taqat laga julmi
  taqat bina kaise dalunga
  ram kasam haye
  ram kasam marwaegi
  bairi chudi ye kaanch ki
  kas ke na dalo haye
  kas ke na dalo uyi maa 
  kas ke na dalo
  
  chudi chadha mujhpe girta hai kyu
  tujhpe girunga to kya lunga
  ab to subah se sahm huyi
  are sone se pahle chadha
  lene ke dene haye
  lene ke dene padwaegi
  mari chudi ye kaanch ki
  dhire se pyar se chadhaunga
  main to dhire se pyar se chadhaunga
  ho mujhe kasam ram ki
  kas ke na dalo haye
  kas ke na dalo uyi maa 
  kas ke na dalo
                            
                            
                        