Humsafar Ban Ke Hum Saath Hai Lyrics
humsafar ban ke hum sath hai ajabi fir bhi hai ye safer ajnabi ajnabi raah bhi ajnabi mod bhi ajnabi jayege hum kidhar ajnabi ajnabi zindagi ho gayi hai sulagata safar dur taq aa raha hai dhuaan sa nazar jane kis mod par kho gayi hai khushi deke dard e jigar ajnabi ajnabi humsafar ban ke hum sath hai aajabi fir bhi hai ye safer ajnabi ajnabi hum ne chun chun ke tinake banaya tha jo aashiya hasrato se sajaya tha jo hai chaman me vahi aashiya aaj bhi lag raha hai mager ajnabi ajnabi kisko malum tha din ye bhi aayenge mosamo ki tarah dil bhi badal jayenge din hua ajnabi rat bhi ajnabi har ghadi har pahar ajnabi ajnabi raah bhi ajnabi moad bhi ajnabi jayege hum kidhar ajnabi ajnabi