Paimaane Tut Gaye Lyrics
kaun hai jisne may nahi pee hai kaun jhuthi kasam uthata hai maikade se jo bach nikalta hai teri aankhon mein dub jaata hai jab ghir ke aayi kaali ghata rindo ne kaha ji bhar ke peela inkaar kiya jab saaqi ne paimaane tut gaye, paimaane tut gaye jab ghir ke aayi kaali ghata rindo ne kaha ji bhar ke peela inkaar kiya jab saaqi ne paimaane tut gaye, paimaane tut gaye jab aaye sharaabi masti mein sab dub gaye yu masti mein hungama huwa ek basti mein hungama huwa ek basti mein log aaye jab maikhaane tak paimaane tut gaye, paimaane tut gaye saaqi ki nakaab ulatte hi kimat na rahi paimaane ki raunak hi gayi maikhaane ki raunak hi gayi maikhaane ki sab peene lage jab aankhon se paimaane tut gaye, paimaane tut gaye saaqi ki nazar jab tang huyi sheesho ki kismat sang huyi yu saari faza berang huyi yu saari faza berang huyi maikhane mein aisi jung huyi paimaane tut gaye, paimaane tut gaye jab ghir ke aayi kaali ghata rindo ne kaha ji bhar ke peela inkaar kiya jab saaqi ne paimaane tut gaye, paimaane tut gaye paimaane tut gaye, paimaane tut gaye