Amiro Ki Shaam Garibo Ke Naam Lyrics
ye aansu ye jajabat tum bechte ho, garibo ke halat tum bechte ho amiro ki sham garibo ke nam amiro ki sham garibo ke nam, amiro ki sham garibo ke nam isi baat par sabko mera salam amiro ki sham garibo ke nam, amiro ki sham garibo ke nam ye kya hai tamasha ye kya hai sitam ye kya hai tamasha ye kya hai sitam maja aa gaya bas khuda ki kasam, khusi ki dukano pe bikta hai gum bikta hai gum fida aise gum pe hai khusiya tamam amiro ki sham garibo ke nam, amiro ki sham garibo ke nam ye fankar ki ek hasi yad hai, ye fankar ki ek hasi yad hai kisi bhukhe nange ki fariyad hai, ye tasvir to kabile dad hai kabile dad hai ise dijiye ap pahla inam, ise dijiye ap pahla inam amiro ki sham garibo ke nam, amiro ki sham garibo ke nam ye masum bacha ye majbur maa, ye masum bacha ye majbur maa na chulha na bartan na ghar na dhua na chulha na bartan na ghar na dhua garibi ki muh bolti dasta, amiro ka muh bolta intkam amiro ki sham garibo ke nam, amiro ki sham garibo ke nam isi bat par mera sab ko salam amiro ki sham garibo ke nam, amiro ki sham garibo ke nam