Veriya Ve Ho Kiya Kya Kasoor Maine Tera Ve Lyrics

jiniya tenu der lagiya tenu ek lage to tu jane gulam phariba dil othe daiye, jithe agala kadar bhi jane vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we vairiya we chahe jo saluk kar mujhe manjur par, jurm jarur das mera ve vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we vairiya we ankhiyo me bas ke ankhiyo se das ke leta nahi has ke salam tu itna to kam kar mujhe badnam kar, koi bhi lagake ilzam tu kar kuch bahana konsa na mana, hukum huzur das tera we vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we vairiya we acha kiya tune tod diya tune, dil mera bada magrur tha apni wafa pe sharam haya pe, kabhi mujhe itna gurur tha kadmo me tere rakh diya sar le, tuta gurur bas mera we vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we vairiya we yaha nahi chalta jor dilo ka, yaha dastur chalte hai gal sun sajna chal mere balma, dunia se dur chalte hai yaha nahi rahna itna tu kahna, kar manjur bas mera we vairiya we ho kiya kya kusur maine tera we vairiya we, vairiya we vairiya we, vairiya we