Ye Umar Ye Mizaaj Khuda Khair Kare Lyrics
ye umar ye mizaz khuda khair kare ye umar ye mizaz khuda khair kare ye umar ye mizaz khuda khair kare kiska hai katal aaj khuda khair kare kiska hai katal aaj khuda khair kare ye umar ye mizaz khuda khair kare tune is dil pe aisa var kiya teri chahat ne bekrar kiya dundhate dhundhte thikane par aa gaye ham sahi nishane par vaqt ka aaj tu sikandar hai ek toofan mere andar hai mauj ko mauj se takrana hai aag ko aag se bhujana hai tere liye hamne mere bake sitamgar chhod i hai sharam laaj khuda khair kare chhod i hai sharam laaj khuda khair kare chhod i hai sharam laaj khuda khair kare kiska hai katal aaaj khuda khair kare kiska hai katal aaaj khuda khair kare khair kare khair kare khair kare khair kare ye umar ye mizaz khuda khair kare abhi tak hasino jawan hai vo galiya jaha hamne apni jawani luta di mohabbat me lut jate hai deen iman bada teer mara jawani luta di ye nazar ye mizaz khuda khair kare ye nazar ye mizaz khuda khair kare hampe lagi chot aaaj khuda khair kare hampe lagi chot aaaj khuda khair kare ye nahi chot ye hakikat hai hamko sach bolne ki aadat hai naam badla hai desh badla hai teri khatir ye bhes badla hai aa gaye aaj teri mahfil me le ke jazbat ye apne dil me sar tera aaj to jhukana hai ye tamasha tujhe dikhana hai kon kisko jhukaye dekhenge teri julfo ke saye dekhenge ye badan kanch ka bilori hai ek resham ki kachi dori hai isko ek baar jab bhi pakdenge apni baho me kas ke jakdenge ye chalan tera chut jayega har bharam tera tut jayega hamko jhukane wale tujhe ye khabar bhi hai kanto ka hai ye taaj khuda khair kare kanto ka hai ye taaj khuda khair kare kanto ka hai ye taaj khuda khair kare kiska hai katal aaaj khuda khair kare kiska hai katal aaaj khuda khair kare ye umar ye mizaz khuda khair kare kaise maidan me tu ayegi bol kis tarah azmayegi faiz izhar me kya rakha hai chhod takrar me kya rakha hai fir bata age kya irada hai pura hoga ye apna vada hai pyar ki dil me pyas rakhta hai mujhse milne ki as rakhta hai tune is dil ki bat kah di hai apne hotho ko saz kehti hai rat ko ankh khuli fizao me chand ki thandi thandi chao me un fizao me bol kya hoga un hawao me bol kya hoga apni baho ka sahara dungi tujhko jannat ka nazara dungi ham vo masiha tere har ek rog ka kar denge ab ilaaj khuda khair kare kar denge ab ilaaj khuda khair kare kar denge ab ilaaj khuda khair kare