Mumbai Ka Tu Maharaja Lyrics

mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani piche ko tu pachtayega sahiba jo bat majhi na mani hey hey mumbai cha mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani are mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani mai hu chikani machriya sajaniya najariya to dalo jaal acchi tarah se pakad ke jakad ke sambhalo varna nikal jaungi fisal ke hatho se tere jaani mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani maine mana ye jana ke tu hai purana khiladi soch le tu samajh le tu ke main bhi nahi ab anari are marungi tujhko ya mar jaungi mai ab to dil me hai thani mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani oye mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani laal rango se likha tha tune kabhi fasana yad hai ab tak vo mere dil ko kissa purana are bachpan ki bat bhuli hu magar bhuli nahi vo kahani are mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani are mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani piche ko tu pachtayega sahiba jo bat majhi na mani hey hey mumbai ka mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani