Jag Se Nirala Maiyya Ka Darbar Lyrics
shero waliye tere darbar ake badshaho ne sar jhuka diye dhyanu bhakt jaise kayi bhakto ne tere dar pe sheesh kata diye tera chamke darbar jahan andar door door tak iski lau aaye tare todke kudrat akash mein se tere bhawan ke upar saja diye jag se nirala maiya ka darbar dekheya jag se nirala maiya ka darbar dekheya tere dar pe sajade karta karta tere dar pe sajade karta main sansar dekheya jag se nirala maiya ka darbar dekheya jag se nirala maiya ka jag se nirala maiya ka darbar dekheya jag se nirala maiya ka darbar dekheya tere dar pe ake khushiya khushiya tere dar pe ake khushiya ka bhandar dekheya jag se nirala maiya ka darbar dekheya jag se nirala maiya ka darbar tera mata khushiya lutaye jata jata khushiya lutaye jata amrit ke pyale bhar ke jag ko pilaye jata jata jag ko pilaye jata papi hoye ja dani papi hoye ja dani dar pe jo tere ata maiya dar pe tere jo ata maiya dar pe tere jo ata swargo ke raste chalke ho swargo ke raste chalke tere hi geet gata hota kisi ko dar se na hota kisi ko dar se na inkaar dekheya jag se nirala maiya ka darbar dekheya jag se nirala maiya ka kya sidh kare teri bigadi bnayi jaye jaye bigadi banayi jaye mudato se dubi pal naiya par lagayi jaye jaye par lgayi jaye jo bhakt tera tujhko ho jo bhakt tera tujhko sache man se dhyae maiya sache man se dhyae tar jaye dhool jiski tar jaye dhool jiski sar ko jhukati jaye ambe ko mahar karti main ambe mahar karti main ambe mahar karti main sau bar dekheya jag se nirala maiya ka darbar dekheya jag se nirala maiya ka tere laal hai hai ma pyare lalon ka dan deti deti lalo ka dan deti dharti ke upar parvat utar deti deti parvat utar deti gusse mein jo tu aye ho gusse mein jo tu aye dushto ko mar deti deti dushto ko mar deti deti mehro mein jo tu aye ho mehro mein jo tu aye ho duniya ko tar deti tere dar pe aake jhukta main sansar dekheya tere dar pe aake jhukta main sansar dekheya jag se nirala maiya ka darbar dekheya jag se nirala maiya ka