Pyar Jab Na Diya Zindagi Ne Kabhi Phir Stimgar Lyrics

pyar jab na diya, zindagi ne kabhi phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi pyar jab na diya, zindagi ne kabhi phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi zurm ki hai saja, ye to jane sabhi zurm ki hai saja, ye to jane sabhi koi mujrim kyu bana, ye nahi mane kabhi sath jab na diya, jindagi ne kabhi phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi dag lagta rahe, fir bhi jina pade dag lagta rahe, fir bhi jina pade jillato ruswaiyo ka, jahar bhi pina pade raham jab na kiya, jindagi ne kabhi phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi wo to kahta raha, jindagi ke liye wo to kahta raha, jindagi ke liye ek mohabbat ke siwa, kuch na mujhko chaiye pyar jab na diya, zindagi ne kabhi phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi pyar jab na diya, zindagi ne kabhi phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi