Jiya Se Na Nikli Lyrics

jiski khatir nain diwane kitni raat na soye meri tarah anmol raat vo aakar koi na khoye jiya se na nikli kasak jiya ki jiya se na nikli kasak jiya ki aisi ghabraai main to chhod aai sej piya ki aisi ghabraai main to chhod aai sej piya ki jiya se na nikli kasak jiya ki aisi ghabraai main to chhod aai sej piya ki wo raat jiska raha intjaar dono ko ke dono karte hai ji jaa se pyaar dono ko wo raat aai to kyo mil ke na hum mil paaye ye baat puchhe hai dil baar baar dono ko kya sochenge mere sajna mere is bartaav pe marham rakhna to dur ve namak chhidak aayi ghaav pe naino me hai jis raat ke sapne aaj nahi vo bhag me apne jiya se na nikli kasak jiya ki jiya se na nikli kasak jiya ki aisi ghabraai main to chhod aai sej piya ki ho aisi ghabraai main to chhod aai sej piya ki ye sej tere liye hai tu hi sajayegi rahegi suni ke tu jab talak na aayegi main maan lungi ke vo raat abhi nahi aai vo raat aayegi jab tu mana ke laaun kasam tumhe mere pyar ki dosh na dena mere pyar ko yunhi nahi koi todta apne kiye ikraar ko kahne ko nahi ye majburi sahni padegi aaj ye duri jiya se na nikli kasak jiya ki jiya se na nikli kasak jiya ki aisi ghabraai main to chhod aai sej piya ki