Ek Baat Dil Me Aayi Hai Kahu Ya Na Kahu Lyrics

ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu kahne ka mausam bhi hai uspe ye tanhayi hai kahu ya na kahu ho bat dil me aayi hai kahu ya na kahu ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu kayi bar chaha maine tujhi ko churalu tujhse kayi bar chaha maine tujhi ko churalu tujhse kahi wadiyo ki dunia sajalu tujhse shayad tu kuch samjh gayi isiliye sharmayi hai kahu ya na kahu bolo bolo bolo bat dil me aayi hai kahu ya na kahu ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu jhalak teri dekhi pahli dusra na bhaya tabse jhalak teri dekhi pahli dusra na bhaya tabse mere devta is dil me tu hi tu samaya jabse yahi haikikat hai jo ke barso talak chupai hai kahu ya na kahu bolo bolo bolo bat dil me aayi hai kahu ya na kahu ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu der se mile hai lekin mil to gaye hai aakhir der se mile hai lekin mil to gaye hai aakhir chalo phul aashao ke khil to gaye hai aakhir milke bhi hum dur hai kyu pyar ki ye ruswayi hai kahu ya na kahu ho bat dil me aayi hai kahu ya na kahu