Ajmer Wale Khwaja Lyrics
suraj yaha chirag jalata hai shaam ko aate hai aasma se sitare salam ko mashoor hai jaha me karamat hujur ki duniya ko paalti hai sakhawat hazoor ki ek banjh ma ko phul sa baccha adaa kiya pal bhar me ek sukhe chaman ko hara kiya mannat utarte huye baccha fisal gaya shan-e-karam ne sambhala sambhal gaya jalim kaja ka jor bhi chalne nahi diya bachhe ko garam ret me jalne nahi diya khali hai jo muraad ki jholi use bharo har badnasib maa pe nigaah-e-sharm karo har badnasib maa, har badnasb maa pe nigaah-e-sharm karo ajmer wale khwaja sun le meri duhai mai tere aastha par, mai teri aastha par mamta ki lash le kar fariyaad karne aayi ajmer wale khwaja sun le meri duhai ajmer wale khwaja sun le meri duhai ae jalwa-e-khudayi ae jalwa-e-khudayi ek maa ke aansuo me sikhve hai bebasi ke marte rahe jo yu hi armaan mere jee ke har saans me banega, har saans me banega ek din majaar mera, ae jalwa-e-khudayi ajmer wale khwaja sun le meri duhai ajmer wale khwaja sun le meri duhai ae jalwa-e, ae jalwa-e-khudayi ae jalwa-e-khudayi ek baduaa bani hai ye kaisi jindagi jab jab bahaar aayi kyu bijali tutti hai dil todti hai kismat, dil todti hai kismat kyu baar baar mera, ae jalwa-e-khudayi ajmer wale khwaja sun le meri duhai ajmer wale khwaja sun le meri duhai ae jalwa-e, ae jalwa-e-khudayi ae jalwa-e-khudayi thodi si roshani ke pichhe pade hai saaye jab muskurayi aankhe aansu bhi sath aaye aakhir kasur kya hai, aakhir kasur kya hai parvardigaar mera, ae jalwa-e-khudayi ajmer wale khwaja sun le meri duhai ajmer wale khwaja sun le meri duhai