Aaj Ki Taza Khabar Lyrics
zinda akhbar hu mai julm ka shiakr hu mai zinda akhbar hu mai julm ka shiakr hu mai ek bebas satai hui abla ki pukar hu mai dhundta hu dhundta hu ek bhai bahan ko agar dagar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar koi papi kuchal gaya hai ek rakhi ko liye suni kalai ek bhai rota hai sochne jaisi bat hai ke aaj dunia me din dahade jo bebaso pe sitam hota hai in hawao me in hawao me kisne ghol diya hai ye jahar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar aurat khilona ban gayi hai dunia me koi bhi uski aabru se khel jata hai bhul jata hai aadmi ke uska aurat se maa bahan beti ke jaisa pawitar nata hai tute sapno se tute sapno se ye riste kahi na jaye bikhar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar bhid me koi kho gaya dhundta koi shor itna hai ke awaz dub jati hai koi bhai jo wada apna yad karta hai bahan ki doli aankho me ubhar aati hai mere malik mere malik garib ki duao ko de asar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar aaj ki taza khabar