Aa Baitha Hu Dar Pe Tere Naam Na Lunga Jaane Ka Lyrics
samjho to samjha duga, samjho to samjha duga matlab apne gane ka, aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka prem ki bhasa do jaha hai prem ki bhasa do jaha hai tuta kisi diwane ka khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka khud ko hero, hero khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka dekho mere dilbar ki, dekho mere dilbar ki kya dil khel jawani ye, din do char nach le ga le utar jayega pani ye, din do char nach le ga le utar jayega pani ye hu pata hai pyar kisko kahate hai, ha nigahe yaar kisko kahate hai, ha mahobat ka hisab karata hai, jawani kyu kharab karata hai jawani kyu kharab karata hai chala ja, chala ja jis gali se aaya hai tujhe kya husan ne bulaya hai shararat karke tu pachhtayega yu hi be mot mara jayega yu hi be mot mara jayega kitabi ishq me likha hai ye har tufangar ne kaha hai ye shama shama kah ke kah ke shama shama kah ke kah ke dam tuta parwane ka khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka, oo shama shama kah ke kah ke dam tuta parwane ka khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka jaan ko aaj hathali par le teri gali mai aaya hu aur na kuch tha pas mere dil ke tukade laya hu mujhe apne karib rahane de mere achhe nasib rahane de teri mai sadagi pe marta hu bakat mai pyar tujhko karta hu mujhe tu aajma le kitana hi mera tu dil jala le kitana hi magar tujhko hi pake manuga tujhe apana banake manuga tujhe apana banake manuga mujhe chahe tu saja de de bas apana ghar ka tu pata de de pine wale dundh hi lete pine wale dundh hi lete rashata to maykhane ka aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka pyar me mar mit jane wale pyar jataya karte nahi apni chij to apni hoti sabko dikhaya karte nahi kaha pe ho janab bolo to zara apna bhi dil tatolo to mujhe lagata hai sarfiro ko bhi mujhe lagata nahi bura koi batau batau tujh me jo achhayi hai yahi ki maine chot khayi hai to ja chot ki dawa kar le khuda se tu bhi to dua kar le mujhe to aur kam kafi hai mujhe tera hi naam kafi hai mujhe tera hi naam kafi hai mujhe tera hi naam kafi hai ab to wada kar bhi le jivan bhar sath nibhane ka ab to wada kar bhi le jivan bhar sath nibhane ka aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka man bhi jao, man bhi jao kahana is diwane ka aa baitha hai dar pe tere naam na lega jane ka arey, aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka aa baitha hai dar pe tere naam na lega jane ka