Thandi Thandi Hawaye (Ii) Lyrics
gharwale ghar tod chle hain
bachhe ma ko chhod chale hain
mamta kio inaam me kya milti hain
yahi sajaye
maye pyar ki ghataye
tahndi thandi hawaye
maye, pyar ki ghataye
jis ghar jin bachho ko ke karan
maine khoya sara jivan
main unko kaise bhulu
jab yaad mujhe wo aaye
maye pyar ki ghataye
tahndi thandi hawaye
maye, pyar ki ghataye
apne ghar apne bachho ke
liye jiye mar jaye
maye pyar ki ghataye
tahndi thandi hawaye
maye, pyar ki ghataye