Jhansi Pe Rail Gaadi (Male) Lyrics
?la la la la la la 
  la la la la la
  meri umar ke naujawano
  dil lagana ho diwano
  la la la la la
  la la la la la
  
  are bas karo ye kya 
  la la la la laga rakha hai 
  jhanshi pe rail ghadi 
  jhanshi pe rail ghadi 
  atak gayi amma
  fansi pe teri beti 
  latak gayi amma 
  latak gayi amma
  latak gayi amma
  
  are ghughat nikal ke wo
  nikli thi bada lamba 
  raste me wo khada tha 
  bijli ka jaise khambha
  bijli ke khambhe se wo 
  bijli ke khambhe se wo chitak gayi amma
  fansi pe teri beti latak gayi amma 
  fansi pe teri beti latak gayi amma 
  fansi pe teri beti latak gayi amma
  
  aatak gayi amma, jhatak gayi amma
  jhatak gayi amma, satak gayi amma