Aisi Chiz Sunaye Kee ( Jina To Hai Usika Jisne Ye Raaz Jana) Lyrics

aisi chiz sunaye ki mehfil de tali pe tali varna apna nam nahi banne khan bhopali munne miya badhayi bano khub honhaar dono jahan ki nemate ho aap pe nisaar ha bachapan ho kushgavar jawani sadabahar allah kare ye din aaye hajar baar jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana are jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana ha jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana hai kaam admi ka hai kaam admi ka, auro ke kaam aana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana kisi ne kaha tu hai taro ka raja kisi ne kaha aaja mere paas aaja kisi ne dua di kisi ne badhayi sabki ankho ka tu tara bane teri hi roshani me chamke tera gharana hai kaam admi ka hai kaam admi ka, auro ke kaam aana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana dil lagakar tu padhna, hamesha aage badhna sach ka daman na chhute, chahe ye duniya ruthe kam tu achha karna, sirf allah se darna sabhi ko gale lagana, mohabbat me lut jana mohabbat wo khajana hai kabhi jo kam nahi hota hai jiske paas daulat use kuchh gam nahi hota hai jiske paas daulat use kuchh gam nahi hota mera tera karke jo marte, gore kaale me bhed karte unko ye samajhana sab log hain barabar, itna na bhul jaana hai kaam admi ka hai kaam admi ka, auro ke kaam aana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana surat pe masha allah, wo baat hai abhi se tadapenge dil hajaro, gujroge jis gali se doli me jab bithakar, laoge phuljhadi ko jinda rahe to ham bhi, dekhenge us ghadi ko agar allah ne chaha, to ham us din bhi ayenge badhayi hamne gaayi hai to, ham sehra bhi gayenge agar allah ne chaha, to ham us din bhi ayenge badhayi hamne gaayi hai to, ham sehra bhi gayenge badhayi hamne gaayi hai to, ham sehra bhi gayenge chand-suraj bhi ayenge niche dulha-dulhan ke aage pichhe, phul barsaayenge aayega jab khushi ka hansta huaa jamana hai kaam adami ka hai kaam admi ka, auro ke kaam aana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana jina to hai usi ka, jisne ye raaz jana