Tute Huye Khabo Ke Liye Aankh Yeh Tar Kyun Lyrics

tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun jo taaj sajaye hue phirta ho anokha jo taaj sajaye hue phirta ho anokha halaat ke kadmo pe jhukega wahi sar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun silte hain to sil jaye kise fikr labo ki silte hain to sil jaye kise fikr labo ki kushrang andhero ko kahunga mai sahar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun socha kiya mai hijr ki dahlij pe baitha socha kiya mai hijr ki dahlij pe baitha sadiyo me utar jata hai lamho kaa khafar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun harjayi hai shahjaad ye tasle ya pajana harjayi hai shahjaad ye tasle ya pajana socha bhi kabhi tumne hua aisa magar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun