Taubaa Meri Taubaa Lyrics

kaise samjhau tujhe kya hai mera yaar hasi maine dekha hai jise tune dekha hi nahi gulabi gore gaal, adaye bemisal khuda ka hai kamaal tauba meri tauba, tauba meri tauba tauba meri tauba, tauba meri tauba gulabi gore gaal, adaye bemisal khuda ka hai kamaal tauba meri tauba, tauba meri tauba hawao jaisi chaal ghatao jaise baal bichhaye kaise jaal tauba meri tauba, tauba meri tauba gulabi gore gaal, adaye bemisal khuda ka hai kamaal tauba meri tauba, tauba meri tauba jane kahan se aaye wo chalke jane kahan se aaye wo chalke kahan chhup jaye meri duniya badal ke duniya badal ke o main bheju subah sham ye saanso ek payam na janu uska naam tauba meri tauba, tauba meri tauba tauba meri tauba, tauba meri tauba sare badan me kirno ki laali haye sare badan me kirno ki laali khushbu udaye jaise phulo ki daali phulo ki daali ho jawani kohinur aankhe nashe me chur lage wo koi hur tauba meri tauba, tauba meri tauba gulabi gore gaal, adaye bemisal khuda ka hai kamaal tauba meri tauba, tauba meri tauba tauba meri tauba, tauba meri tauba tauba meri tauba, tauba meri tauba