Na Baba Na Baba Lyrics
afsana, afsana
  kya hai mera afsana
  kaise hua main diwana
  i have fall in love with a girl
  ek ladki se mujhko pyar hua
  pyar hua fir shadi hui
  shadi hui fir barbadi hui
  nahi nahi, kabhi inka bharosa kabhi nahi
  
  na baba, na baba, na baba
  aurat ka bharosa na baba
  dengi ye dhokha na baba
  na baba, na baba, na baba
  aurat ka bharosa na baba
  dengi ye dhokha na baba
  ek nahi do nahi teen na char
  ye sari ki sari hai bewafa
  na baba, na baba, na baba
  inka bharosa na baba
  na baba, na baba, na baba
  aurat ka bharosa na baba
  
  na baba, na baba, na baba
  aurat ka bharosa na baba
  dengi ye dhokha na baba
  ek nahi do nahi teen na chaar
  ye sari ki sari hai bewafa
  na baba, na baba, na baba
  inka bharosa na baba
  
  gudiya badi hasin hai dekho to
  kuch bolti nahi hai dekho to
  baaho me chipa lun to na bole
  hontho se laga lu to na bole
  jara ise doli me baitha do
  mangalsutr to pehna do
  jung azab fir than jaaye
  ghar mahabharat ban jaaye
  jung azab fir than jaaye
  ghar mahabharat ban jaaye
  
  seene me dil nahi inke yaar
  koi kaise kahe inhe dilruba
  na baba, na baba, na baba
  inka bharosa na baba
  na baba, na baba, na baba
  inka bharosa na baba
  na baba, na baba, na baba
  inka bharosa na baba
  
  kaise yaha koi mar jaaye
  chaho to maut bhi na aaye
  fanda gale jab pad jaaye
  kaise koi suli chadh jaaye
  is chakkar me jo aaye
  kyu na diwana ho jaaye
  humko kuch karne de
  jeene de na marne de
  humko kuch karne de
  jeene de na marne de
  ye nahi vo nahi mere yaar
  ye sari ki saari hai bewafa
  na baba, na baba, na baba
  inka bharosa na baba
  na baba, na baba, na baba
  aurat ka bharosa na baba
  dengi ye dhokha na baba
  ek nahi do nahi teen na chaar
  ye sari ki sare hai bewafa
  na baba, na baba, na baba
  inka bharosa na baba
                            
                            
                        