Najariya Teer Chalaye Aaha Kamariya So Balkhaye Lyrics
jai bolo jai bolo bolo jai jai bhole nath jai bolo jai bolo bolo jai jai bhole nath hum bole ji bam bam bhole nazariya tir chalaye aaha kamariya so balkhaye oo ho jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye ho, jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye na tum ho tum na mai hu mai huyi hai halat ye kaisi tumhara chehara hai mujhsa meri surat hai tum jaisi nazariya tir chalaye aaha kamariya so balkhaye oo ho jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye mai sagar hu tum nadiya ho hamara mel jaruri hai bina sagar ke dharti par har ek nadiya adhuri hai nazariya tir chalaye aaha kamariya so balkhaye oo ho jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye haye, haye haye kya balkhaye nashila madhma ka mosam gulabi aag udata hai tumhara rup nadi jaisa sulagati pyas jagata hai tumhari pyas bhujane ko mai badali ban ke lahrau ho jaise badal me pani mai tum se aisi jud jau nazariya tir chalaye aaha kamariya so balkhaye oo ho jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye jawani jab bhi aaye kisi ko yaar banaye ho, jawani jab bhi aaye haaye kisi ko yaar banaye ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye ye jisko yaar banaye usi ka sath nibhaye