Taaqat Hai Jiske Paas Adalat Usi Ki Hai Lyrics

oo ho jhut ka mol hai kya sach ki hai kimat kitni dekhna chaho to bazar me aake dekho oo falsafo se kaha aati hai samjh me duniya zindagi kya hai kitabo ko hata ke dekho takat hai jiske pas takat hai jiske pas adalat usi ki hai takat hai jiske pas adalat usi ki hai dolat hai jiske pas arey dolat hai jiske pas sharafat usi ki hai dolat hai jiske pas sharafat usi ki hai duniya se agar daroge to duniya satayegi duniya se agar daroge to duniya satayegi jitna koi dabega ye utna dabayegi arey jitna koi dabega ye utna dabayegi tum sar uthaoge to ye sar ko jhukayegi sar ko utha ke jo chale ha sar ko utha ke jo chale ijat usi ki hai ha sar ko utha ke jo chale ijat usi ki hai takat hai jiske pas adalat usi ki hai kismat hai ek fareb fareb kismat hai ek fareb garibi hai ek gunah arey hosla jis dil me hosala hai jis dil me hosala hai wahi dil hai bepanah bepanah bepanah bepanah bepanah jis dil me hosala hai wahi dil hai bepanah koi fakir hai lo yaha koi badsha, arey himat hai jiske pas arey wah bhai himat hai jiske pas hukumat usi ki hai himat hai jiske pas hukumat usi ki hai takat hai jiske pas adalat usi ki hai ho oo milti hai ramchandar ko vanwas ki saja pita ko jo salib de ye wo samaj hai oo ho kisse kahaniya hai ahinsa ke sare bol gandhi ko katal karne ka ab bhi riwaj hai sachayi aag hai is aag me na jal sachayi aag hai is aag me na jal teda samaj hai sidhi dagar na chal teda samaj hai sidhi dagar na chal takdir kuch nahi takdir to badal kismat jo khud banaye ha kismat jo khud banaye ye kismat usi ki hai kismat jo khud banaye kismat usi ki hai takat hai jiske pas adalat usi ki hai dolat hai bepanah to takat hai bepanah dolat hai bepanah to ijat hai bepanah dolat hai bepanah to takat hai bepanah dolat hai bepanah to ijat hai bepanah dolat hai bepanah to shoharat hai bepanah himat hai bepanah takat hai bepanah jo badke khud utha le ha ha jo badke khud utha le ye dolat usi ki hai jo badke khud utha le ye dolat usi ki hai takat hai jiske pas adalat usi ki hai takat hai jiske pas adalat usi ki hai