Samadhin Ki Meina Lyrics
maina ji maina tota ji tota maina ji maina tota ji tota
  samdhin ki maina samdhi ka tota
  samdhin ki maina samdhi ka tota
  samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
  samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
  haye moyaa haye moya haye moya jhutha
  aji wo jhutha aji rampur loota bharatpur loota
  rampur loota bharatpur loota samdhin ki maina le gaya 
  
  jara suno to meri bat ho jaye jo adhi rat 
  karungi tab mai mulakat baja dungi subah ke sat
  hu aakhir mai bhi aurat jat ho fate chak daange 
  chite kapde wangu dhoke rakh daange
  chite kapde wangu dhoke rakh daange
  samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
  samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
  
  boli samdhin lage tha samdhi ek bhola anjan
  par angana me jab wo ghus aaya wo nikla beiman
  wo kala wo kala wo kala kala kekda
  wo kala kala kekda niyat ka khota
  samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
  samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
  
  nagpuri wo santra or jaman ke the angur
  kela tha malwar ka mai to ho gayi chaknachur
  kamar ko jhatka de gaya
  kamar ko jhatka de gaya punjabi ka sota
  samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
  samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
  
  jab jhatke pe lagta jhatka
  yu lage kuch andar atka to bolo kya hua
  bolo ise hichki haye haye hichki
  ise hichki kahte sare hote jhatke iske karare
  kisi ko na bolna sal lag gaya solwa
  jab andar se kuch sarke upar se tabiyat bhadke
  to bolo kya hua bolo na jab bhade koi prem kahani
  ho dil hokar pani pani sarak sa jata hai bhadak sa jata hai
  
  jab thand me paasina aaye mera 
  tan mere man ko sataye to bolo kya hua bolo na
  ye bat hai khatere wali ho tere bag ki lachke dali
  sajan ko bol de 
  ghunghat pat khol de jab tip tip haye haye tip tip
  jab tip tip haye haye tip tip jab tip tip rat ko hoti
  sawan me mai nahi soti to bolo kya hua
  din aa gaye tere gori ho tujhe bandh ke
  resham dori dulha le jayega ke doli leke aayega
  
  aaya cham cham karta dulha sang me aaye barati
  lule langde sare inke muh me dalo matti
  dikhte sabhi vilayati chuhe is dulhe ke sathi
  maa dulhe ki budhiya khusat geet pyar ke gati
  dulhe ji ka abba roye tel raha na bati
  byah karwaungi lado jungli hathi
  byah karwaungi lado jungli hathi
  byah karwaungi lado jungli hathi
  byah karwaungi lado jungli hathi
  samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota