Chand Ko Bana Ke Tere Mathe Ki Bindiya Lyrics

chand ko banake chand ko banake tere mathe ki bindiya chand ko banake tere mathe ki bindiya mang me tere bhar ke sitare aa tujhe dulhan banadu, aa tujhe dulhan banadu prit bhare prit bhare phulo ke sehara banake prit bhare phulo ke sehara banake gore gore mathe pe tere sajade aa tujhe dulha banadu, aa tujhe dulha banadu chand ko banake tere mathe ki bindiya chand ko banake palko pe teri jo khwab saje hai aaj meri jan sach karke dihkaunga simte hai armaa jo dil me tumhare unko hakikat ki dunia banaunga laz bhari laz bhari ankhiyo me kajara lagake laz bhari ankhiyo me kajara lagake taro bhari rat ki chunri udhake aa tujhe dulhan bana du, aa tujhe dulhan bana du chand ko banake tere mathe ki bindiya chand ko banake tu meri aankho ka mitha hai sapna tu meri dhadkan ke taro ki sargum tujhse basi hai murado ki dunia tujhse hai jiwan me nagmo ki cham cham tu meri aankho ka mitha hai sapna tu meri dhadkan ke taro ki sargum tujhse basi hai murado ki dunia tujhse hai jiwan me nagmo ki cham cham dil ki umange dil ki umange sari tujhpe lutake dil ki umange sari tujhpe lutake gori gori baho ke har pahnake aa tujhe dulhan banadu, aa tujhe dulhan banadu chand ko banake tere mathe ki bindiya chand ko banake tute kabhi na ye janmo ka bandhan kitne bhi aaye chahe waqt ke tufa mera nasib tu tera nasib mai ab is dunia ka humko kya arma odh ke odh ke tujhe mai ye julfo ki chadar odh ke tujhe mai ye julfo ki chadar aankho ke darpan me tujhko basake aa tujhe dil me bithalu, aa tujhe dil me bithalu tere liye tere liye khusbu baharo se churake tere liye khusbu baharo se churake khusbu ko teri raho me bithake aa tujhe jannat dikhadu, aa tujhe dil me bithalu aa tujhe dil me bithalu, aa tujhe dil me bithalu aa tujhe dil me bithalu, aa tujhe dil me bithalu aa tujhe dil me bithalu