O Baba O Baba Kya Hoga Lyrics
o baba o baba kya hoga kya hoga
  na socho kya hoga na pucho kya hoga
  jo hoga so hoga dekhenge jo hoga
  jati hai to jaye jan aana hai to aa jaye koi
  aandhi tufann aandhi tufann aandhi tufann aandhi tufann 
  o baba o baba kya hoga kya hoga
  na socho kya hoga na pucho kya hoga
  jo hoga so hoga dekhenge jo hoga
  jati hai jaye jan aana hai to aa jaye koi
  aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan 
  
  dil me wafa hai hotho pe sachai fir hame kya dar yaha
  maut se dare kyu jite ji mare kyu
  jati hai to jaye jan aana hai to aa jaye koi
  dil me wafa hai hotho pe sachai fir hame kya dar yaha
  maut se dare kyu jite ji mare kyu
  jati hai to jaye jan aana hai to aa jaye koi
  aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan 
  o baba o baba kya hoga kya hoga
  na socho kya hoga na pucho kya hoga
  jo hoga wo hoga dekhenge jo hoga
  jati hai jaye jan aana hai to aa jaye koi
  aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan 
  
  ab to sitam ki had ho chuki hai tute ga re jhutha ye nasha
  tujhko mitake mitenge kabhi hum
  jati hai to jaye jan aana hai to aa jaye koi
  ab to sitam ki had ho chuki hai tute ga ye jhutha ye nasha