Yeh Daur Aaj Ka Daur Lyrics

chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai ye daur aaj ka daur, ye daur aaj ka daur ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai jaye kaha masum kali ye iska nahi koi rasta jaye kaha masum kali ye iska nahi koi rasta chaar dishaye duniya ki lekin is ghar ki do hi disha chaar dishaye duniya ki lekin is ghar ki do hi disha pati jo purab patni pashchim dono reh kar paas juda pati jo purab patni pashchim dono reh kar paas juda ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai ye daur aaj ka daur, ye daur aaj ka daur ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai jisko dekho apne aapse rutha sa lagta hai jisko dekho apne aapse rutha sa lagta hai andar hi andar har insaa tuta sa lagta hai andar hi andar har insaa tuta sa lagta hai kiske dukh ko samajhe koi sabka hai ehsaas juda kiske dukh ko samajhe koi sabka hai ehsaas juda ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai ye daur aaj ka daur, ye daur aaj ka daur ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai