Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina Lyrics
o mujhe teri chahat ke gham ki kasam
  jamane ki har ek kasam ki kasam
  mai tere liye hu, tu mere liye
  sitamgar tere har sitam ki kasam
  dil me aag lagaye sawan ka mahina
  nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina
  dil me aag lagaye sawan ka mahina
  nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina
  tune mujhe jo jakhm diye un, jakhmo ko nahi sina
  nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina
  dil me aag lagaye sawan ka mahina
  nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina
  
  ho is dil se arman ye nikale, ek hi ghunt me jan ye nikale
  ho is dil se arman ye nikale, ek hi ghunt me jan ye nikale
  zeher judayi wala ghunt ghunt nahi pina
  nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina
  tune mujhe jo jakhm diye un, jakhmo ko nahi sina
  nahi jina, nahi jina o tere bin nahi jina
  
  ye teri yado ka mausam, pyar bhare wado ka mausam
  ye teri yado ka mausam, pyar bhare wado ka mausam
  iss mausam ke bichhade, shayad mile kabhi na
  nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina
  tune mujhe jo jakhm diye un, jakhmo ko nahi sina
  nahi jina, nahi jina o tere bin nahi jina
  
  ho ishq ibadat ishq hai puja, ishq khuda ka nam hai duja
  ho ishq ibadat ishq hai puja, ishq khuda ka nam hai duja
  ye dil mathura kashi kaba aur madina
  nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina
  dil me aag lagaye sawan ka mahina
  nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina
  nahi jina, nahi jina o tere bin nahi jina
                            
                            
                        