Bhool Jana Thaa To Phir Lyrics
maine puchha tha ek sitare se maine puchha the ek sitare se intihaa bhi safar ki hai koi sunke mere sawaal ko shabnam raat bhar foot foot kar royi bhool jana tha bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha bhool jana tha ek bhatke hue raahi ko sahara dekar ek bhatke hue raahi ko sahara dekar jhoothi manzil ka jhoothi manzil ka nishaa tumne dikhaya kyun tha jhoothi manzil ka nishaa tumne dikhaya kyun tha tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha khud hi toofan uthana tha mohabbat mein agar khud hi toofan uthana tha mohabbat mein agar doobne se doobne se doobne se meri kashti ko bachaya kyun tha doobne se meri kashti ko bachaya kyun tha tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha jiski taabir jiski taabir jiski taabir ab ashko ke siwa kuch bhi nahi jiski taabir ab ashko ke siwa kuch bhi nahi khwab aisa khwab aisa meri ankhon ko dikhaya kyun tha khwab aisa meri ankhon ko dikhaya kyun tha tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha bhool jana tha apne anjaam pe apne anjaam pe apne anjaam apne anjaam pe ab kyun ho pashemaan sawaal apne anjaam pe ab kyun ho pashemaan sawaal ek bedard se ek bedard se dil tumne lagaya kyun tha ek bedard se dil tumne lagaya kyun tha tumne ulfat ka yakeen mujhko dilaya kyun tha bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha bhool jana tha to phir apna banaya kyun tha