Aazadi Aayi Bhi To Kya Lyrics
aazadi aayi bhi to kya kayam hai gulami ki rashme janta ka jiwan aaj bhi hai sharmaya daro ke bas me sharmaya daro ke bas me aazadi aayi bhi to kya kayam hai gulami ki rashme janta ka jiwan aaj bhi hai sharmaya daro ke bas me sharmaya daro ke bas me jo garib the or garib hue jo amir the or amir bane kala dhan band tijori fir desh ki kya takdir bane sahu ki nahi neta ki nahi daulat ki hukumat aaj bhi hai insano ko jine ke liye paiso ki jarurat aaj bhi hai wo log jo kapde bunte hai wohi log yaha adhnange hai ye kaisi sone ki chidiya pag pag pe jaha bhikhmange hai pag pag pe jaha bhikhmange hai aazadi aayi bhi to kya kayam hai gulami ki rashme janta ka jiwan aaj bhi hai sharmaya daro ke bas me sharmaya daro ke bas me kheti pesa ye desh magar aata hai anaj videsho se har gaw shahar me aa pahucha bekari ke andesho se godam me kaid kiye baitha koi kheto ki jawani ko jaha dudh ki nadiya bahti thi waha log taraaste pani ko waha log taraaste pani ko apna vyapar badhane ko mandir maszid ko ladwate hai insan nahi saiatan hai ye anjano ko bahkate hai anjano ko bahkate hai apne man subo ke liye ladte hai ladai subo ki talwar banakar bhasha ko bharat ko kata karte hai nirdhan na bagawat kar baithe isiliye to hi ye dhanwale kismat ki duhai dete hai takdir ki charcha karte hai takdir ki charcha karte hai khate hai desh ki roti or gate hai geet videsho ke inhe lal kahe ya dalal kahe ye ma ko becha karte hai ye ma ko becha karte hai aazadi aayi bhi to kya kayam hai gulami ki rashme