Kitne Phul Kitne Ped Kitne Panchi Yaha Lyrics
kitne phul kitne ped kitne panchi yaha kaun kahta hai hum hain akele yaha kitni mithi hai dhun, lehron ki tu sun kaun kehta hai hum hain akele yahan kitne phul kitne ped kitne panchi yaha kaun kahta hai hum hain akele yaha kitni mithi hai dhun, lehron ki tu sun kaun kehta hai hum hain akele yahan kitne phul kitne ped kitne panchi yaha kaun kahta hai hum hain akele yaha sagar se tumko sab kuchh milega achhi tarah ise jaan lo machali bhi hai aah ha moti bhi hai wah wah keemat iski pehchaan lo kya hua iska jo hai paani khara kitne phul kitne ped kitne panchi yaha kaun kahta hai hum hain akele yaha ik tinka main ik tinka tu aise banega ghar apna neeli ho chhat deewaar hari rangeen ho jaise koi sapna kya hua nahi jo chuna innt gara kitne phul kitne ped kitne panchi yaha kaun kahta hai hum hain akele yaha ek din subah tum dekhoge kya koi kashti kahi se aa jayegi are nani ke paas ha ha dadi ke pas wapis tumhe le jayegi are kya hua is bat pe ro pade tum yara kitne phul kitne ped kitne panchi yaha kaun kahta hai hum hain akele yaha garze baadal chamke bijli barse paani tum darte ho kyun chalo bheego zara tum le lo maza aana kaani tum karte ho kyun kya hua chhate ka jo nahi sahaara kitne phul kitne ped kitne panchi yaha kaun kahta hai hum hain akele yaha kya ho gaya vo jo gya kyun ho gaye tum yun udaas hona tha jo vo ho gya hum ho yahin hain tumhaare paas jaane do jo gya vo aayega dobara