Maine Shishe Ka Ghar Lyrics

har taraf pattharo ka saaya hai maine sheeshe ka ghar banaaya hai ???? tu bhi ro mujhpe ae shabaab mere tujhko maine ye din dikhaaya hai maine sheeshe ka ghar banaaya hai har taraf pattharo ka saaya hai maine sheeshe ka ghar banaaya hai dil mera kaanch ka khilauna tha ek din chaknachoor hona tha dil jo toota to yaad aaya hai maine sheeshe ka ghar banaaya hai har taraf pattharo ka saaya hai maine sheeshe ka ghar banaaya hai kiska shikwa karu khuda mere koi mujrim, koi mujrim nahi siva mere apna dhokha to maine khaaya hai maine sheeshe ka ghar banaaya hai har taraf pattharo ka saaya hai maine sheeshe ka ghar banaaya hai main hu ek dard tu dawa ban jaa maut ae tu hi aasara ban ja jindagi ne bahut sataaya hai maine sheeshe ka ghar banaaya hai