Zara Gaur Se Sunna Ithar Laga Ke Lyrics

o upar wale maalik tumko hai salam hum shahid hone se pahle bhej rahe hai paigaam jara gaur se sunna itar laga ke jaldi milna itar laga ke der na karna itar laga ke are itar laga ke upar wale maalik tumko hai salam hum shahid hone se pahle bhej rahe hai paigaam jara gaur se sunna itar laga ke jaldi milna itar laga ke der na karna itar laga ke are itar laga ke gandhi ji ke marg pe chalkar hum jaan lutaye gandhi ji ke marg pe chalkar hum jaan lutaye nehru ji ki shradha me gulab ke phul chadhaye nehru ji ki shradha me gulab ke phul chadhaye hume shahid hone se pahle bhagat singh yaad aaye hume shahid hone se pahle bhagat singh yaad aaye are neta ji ki jai hind ka nara ab raah dikhaye neta ji ki jai hind ka nara ab raah dikhaye aaj maulana aazad ki baat hume yaad aaye aaj maulana aazad ki baat hume yaad aaye chhatrpati shivaji amar jo patthar se takraye chhatrpati shivaji amar jo patthar se takraye hai sardar patel ko apna sau sau baar pranaam dil ki har dhadkan pe likha shastri ji ka naam are watan ki khatir hum dono kurban agar ho jaye sadiyo tak hi naam rahega aisa naam kamaye wo jivan hi jivan hai jo lag jaye desh ke naam jara gaur se sunna itar laga ke jaldi milna itar laga ke der na karna itar laga ke are itar laga ke o upar wale maalik tumko hai salam hum shahid hone se pahle bhej rahe hai paigaam jara gaur se sunna itar laga ke jaldi milna itar laga ke der na karna itar laga ke are itar laga ke bane hai ye videshi logo ke bhade ke tattu ghum jaye noto ke farsh pe jaise ghume lattu desh se beimani karke khel rahe lakho se are janta ki sari daulat in logo ke hatho me bharat maa ki bech ke ijjat apna maal banaye desh drohi kaale dhandhe karke aish udaye o chahe aaj hum dono apne khun ki bali chadha de p lekin pahle in choro gaddaro ko batla de ke janta ke lutoro ka kya hota hai anjaam jara gaur se sunna itar laga ke jaldi milna itar laga ke der na karna itar laga ke are itar laga ke aise dhokhe aabad watan ko karenge bhukha nanga shahar sahar halla karwaye gali gali me danga lut lut kar maal desh ka apni jebe bhar gaye are inki batolat desh me lakho bhukh se bhukhe mar gaye jai hind ka bol ke nara ye paigaam suna do desh ke bachhe bachhe ko ab desh ke liye jaga do aag jala ke rakh do inko banke shola ek dafa phir gunj uthe mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola