Main Dilruba Hoon Lyrics
main dilruba hoon saare shehar mein sabke dilon pe likha hai
mera naam aur pata
main dilruba main dilruba main dilruba ho main dilruba
ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
ho ho ho main dilruba main dilruba
nind agar udd jaaye kisi ki are chain agar udd jaaye kisi ka

ho log kahe mujhase ho na ho ye hai kaam tera
main dilruba main dilruba main dilruba ho main dilruba
ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
ho ho ho main dilruba main dilruba
baate meri misri ki daliya are aankhe meri jannat ki galiya

ho ho inn galiyon mein jo aaya wo rasta bhul gaya
main dilruba main dilruba main dilruba ho main dilruba
ho saare shehar mein sabke dilon pe likha hai mera naam pata
ho ho ho main dilruba main dilruba main dilruba main dilruba