Ye Raksha Bandhan Sabse Bada Tayohaar Hai Lyrics

ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai bandhwalo rakhi bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai is rakhi ke badle me tum desh ki raksha karna desh drohiyo or bahar ke dusman se tum ladna apne pyare bhaiya se apne pyare bhaiya se, ye kahne ka adhikar hai ye raksha bandhan ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai kathin rah me ye rakhi hi degi sath tumhara nek rah par chalte rahna hoga uday sitara nek kam karne walo se o nek kam karne walo se bagat me sansar hai ye raksha bandhan ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai beet gaye jo beet gaye dil beete din mat dekho aane wale aise jan ho bas ye socho kisi ek ke liye nahi hai kisi ek ke liye nahi hai sabke liye bahar hai ye raksha bandhan ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai sach pucho to is dharti par bahno ki hai kami nahi aage karo kalai apni apno ki hai kami nahi bhai hai bujdar to uski bhai hai bujdar to uski bahna bhi bujdar hai ye raksha bandhan ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai subah ka bhula sham ghar aaye to bhi chalo ganimat hai dharti to sabki kahti hai ye ishwar ki niyat hai balihari kache dhage ki balihari kache dhage ki bahka ka udhar hai ye raksha bandhan ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai is bandhan ki raksha karne wale log fale hai bahan ke aashiwad pyar se kitne log badhe hai bahna ka bhai ki khatir mamta or dular hai ye raksha bandhan ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai